.Bharatbhai R Pandyaise irshaa yaniki angrezime^ jealosy kahte hai. Gujarati me ^ aise krutyake do shabd hai 1. Irshaa 2. Adekhaai ( Dekh na sahan nahi hota ) Do drashtaa^ta deta hu^. 1. Agar aapke paas baDhiya kamiz hai, to muze usase aapki irsha hoto to hai lekin mai^ prayatna karke aapki kamiz se bhi baDhiya kamiz la kar pahnu^, to me^ kaam karunga, mehnat karu^gaa aur meri kamaai doguni, char guni karu^ga. Baad aapse achchhi kamiz kharid kar laau^ga . Is tarah" Irsha " positive hai. 2. Ab an dekhi ki baat pahchano. Aapki safed sutara kamiz dekha kar mere dil me^ ugrataa paidaa hoti hai, aap kaise aisi achchhi kamiz pahan shakte hai jab ki mere paas kharab kamiz nahi^ hai, To me^ ek kichaDke pas jau^ga aur kichaD haathme ^ lekar aapki kamiz par fe^ku^gaa. Vo Negative maanasik ghaTna hai. Angrezeeme shaayad yah dusri ghaTna ke liye koi shabd nahi^ aayaa.
No comments:
Post a Comment