Current topics in Sociology, History, English Literature, Books
Tuesday, March 17, 2015
Sai Baba of Shirdi - His rise and Popularity among the backward Castes
Dear Bhatt Saheb, I have brought this photo on this site after great efforts ! I have visited Shirdi many times but have not seen this picture before. It is the first time that I saw it.
Bharatbhai R PandyaVo to ham jante hihai.Ham unki namrata aur aakar vihin paramatma ke sidhdhant aur samanta ki unki himayatke karan unapar aafrin hai.Unhone jab ye baate aavamke samne rakhi us vakt Brahmanoka Hindu Shudra janta par bada hi julma thaShudroko ye Brahman mandirome jane nahi dete the ,Bhagvan ke didar nahi karne dete ua vakt Sai Babane apneb darwaje shudra janta ke liye khol diye.Sai Babane ek paak jindagi hamare samne pesh ki joki vyabhichari aut bhrasht Brahman vaad se kai guna unchi thi.Aur unhone Mohammad Paygambar aur Jisas Christ ki tarah pichhadi jatioko bataya ki Paramatmake samne sab insaan saman hai or Paramatmane unke bich koi bhed bhav peda nahi kiye hai.Ham is liye Baba ko chahte hai. Aur yah sab hamko bataaneke kaaraN hindu dharmatma o Sai Bababke virudhdha zahar okate hai. Jaha Hindu samajme anek dev deveeyaa thi , harek ka rup rang alag alag tha, kaama alag tha, vo bachche bhi paida karte the or bade paymaane par hinsa chalate the vaha Babane bataya ki Paramatma sirf ek hi hai nahi ki anek. or Uski nazar me sab saman hai or vo param krupaLu hai nahi ki hazaroko mautke ghaaT utarne vala.
No comments:
Post a Comment